Yuba Vhawesh

Maa apne 13barsh key beyte se gusey mey boli----- Arey, Bittu pdley, apna school ka H.W. krley. Barna kal school mey mar khayga. Bina pdai ke kuch hath nahi lgega. Gyan, Ejjat, Sohrat, paisa sab pdai sey hi melyga. Achii nokri. Pdley----
Arey bolti rahogi too keyse pdruga ?.....
Bittu bol . Maa chup ho gai .Bittu pdney lga.  Thorider pdney key baad

Bittu bola--Maa, aap pdae ki baat ker rahi ho per school key 9ht/10ht class key bhiya bol rahethey koi korsh chala hey, usme jada pdai ki jrurat nahi. Bhut paisa kamaya ja sakta hi.
Maa apna kam rok utsah or aascharey ho usey dekhne lgi.

Bittu bola haa Maa, bheya aaps mey bat --- bech mey

Maa boli--- Keya ? Keya bol rhahy thy?

Gujrat may koi Institut khula hai. U. V.  ( Ujjwal Vhawesh) . Agar waha sey koi eak kors karle too usko vhawedh mey kuch sochney ki jrurat nahi hi.
Bittu ki bate suun Maa sochney lgee  ajkal kiny-2  yojany baan rahy hey, kai kors chal pare hi haar traf  keya-2 sekhya jata hay?-----To sayed.....

Aab Bittu barey fhurti sey bolne laga--Maa waha bahut kuch sekhya jata hey. Kam fees  mey. Mey apko btata huu- waha big big Daylog bolna, chay banana, chookidari karna, Pakorey banana or------

Maa jorsey chiilane lgi-----Bittu,  aesi bato mey dhyan dena?  Aane dey Papa ko----bich mey hi Bittu bolpara----Ary-2, mey too majak kar raha tha.Pappa ko bich mey keu la rahi ho?
---------------              ----------------              ----------------                -----------------               -----------------